Blogger Theme Footer Credit Edit And Remove Kaise Kare
Aap kisi bhi theme ka footer credit edit and remove kar sakte ho bas apko kuch step follow karna padega to sabse pehle apko ek code copy karna hai jesa ki aap uper bala code dekh rahe ho us code ko copy karne ke baad apko apne not book me paste kar lena hai phir us code me apko edit karna hai us code me sabse pehle apko 2021 ke jagh pe agr aap 2022 likhna chahte ho to aap likh ke edit kar sakte ho phir apko apne website ka url dalna hoga url utna hi dena hai code ke ander jitna ki apko dikh jayega pehle se code ke ander ( https://Researchtnews.blogspot.com )
baki ek bhi letter ko delete mat karna nahi to kaam kharab ho jayega, phir apko (Research T News ) ke jagh pe apne website ka naam likhna hai phir us code ko copy kar lena hai achhi treh edit karne ke bad
to copy karne ke baad apko paste karna hai apko apne theme ke (edit html) me jese ki apko uper bala photo me dikh jayega